May 12, 2008

Meri Mami







Aaj ka din our meri mami buhat difference hai. Lougo ko dekh kar buhat uudasi mehsus hoti hai. Loug apni mami's ko buhat khubsoorat thofay dethy hai. Own ke liya flowers, gift, greeting cards bahar gumana lakin meri pass kuch nahi hai sirf kuch pictures hai kesawa. Mai kiss ko gumawoo sirf khayalo ko jhu meri pass hai. Mai nay aaj sara din apni sweet mami jan kei pictures mai dekha our din ess tara guzaar gaya kai mai na samjha kai meri mamai meri pass hai. Kuch ansoo ankho mai agaye. our allah sai buhat doghay kei. Mami aaj kaa din meri liya ethna imported nahi hai. Thum harwakt meri pass hau saya kei tarah. Aaj ka din thu saal mai aik dafa manata hai lakin tum thu meri socho mai har second har minutes har genta har din har rath. Mai aap ko kabi bei nahi bhool sakhta chay mai jiss tera bei hau. Mai aap kai sath hau. Theri khushiya meri khushiya, Tery gham meri gham. Thu hei kaa sath hai mera jeewan. Mami hamesha abad our salamat reho. Harwakt khush our sukhi reho. Meri allah sai dogha hai, Ko meri kushiya aap ko mile our theri dukh gham mujhy mile....

Mami… Meri Mami…
Meri Mami.. Meri Mami…

Phoolon ki hai mehekar magar teri kami hai…
Chiriyon ki hai chehkar magar teri kami hai…

Kismat ne kia dulat-e-mumta se hai mehroom…
Dulat ka hai ambaar magar teri kami hai…

Aye Maan, Dulat ka hai ambaar magar teri kami hai
Ramazan ki ronaq thi tere dum se duubala…

Hai sehri o iftar magar teri kami hai
Aye Maan, Hai sehri o iftar magar teri kami hai..

Behleem ke amraaz ki tashkhees karey kon?
Aye wakif-e-asraar magar teri kami hai..

Mami teri kami hai…

Mami teri kami hai…